Natakshala
Launchora
All episodes
Best episodes
Seasons
Top 10 Natakshala Episodes
Goodpods has curated a list of the 10 best Natakshala episodes, ranked by the number of listens and likes each episode have garnered from our listeners. If you are listening to Natakshala for the first time, there's no better place to start than with one of these standout episodes. If you are a fan of the show, vote for your favorite Natakshala episode by adding your comments to the episode page.
02/18/20 • 1 min
Namaste. Mera naam hai Lakshya Datta... aur yeh hai NATAKSHALA - ek naya audioshow jahan aap sunenge mere likhe huye kuch natak. Humara har naatak, ya audioplay, ek nayi kahani hogi - jisko aap dekh kar nahi, sun kar mehsoos karenge.
Humare pehle natak ka naam hai "Ek Aakhri Raat, Meera Ke Saath" / "एक आखिरी रात मीरा के साथ".
"Natakshala" mein aapka swagat hai! / नाटकशाला में आपका स्वागत हे!
04/14/20 • 15 min
नाटकशाला का एक स्पेशल एपिसोड जिसमे लेखक और निर्देशक लक्ष्य दत्ता आपको सुना रहे हैं परदे के पीछे की तीन कहानियां. पहली कहानी है इस शो बीते हुए कल के बारे में. दूसरी कहानी है इस शो के आने वाले कल के बारे में. और तीसरी कहानी है एक नयी कहानी के बारे में.
Natakshala ka ek special episode jisme lekhak aur nirdeshak aapko suna rahe hain parde ke peeche ki teen kahaniyaan. Pehli kahani hai is show ke beete huye kal ke baare mein. Doosri kahani hai is show ke aane vaale kal ke baare mein. Aur teesri kahani hai ek nayi kahani ke baare mein hain.
05/11/20 • 6 min
Pesh hai pyaar ki ek lambi kahani - Lakshya Datta ka naya show, "Tumne Kisi Se Kabhi Pyaar Kiya Hai?"
Ye toh sirf Part 1 hai. Suniye aage ki kahani, sirf JioSaavn par: www.bitly.com/TumneKisiSe
03/12/20 • 43 min
हम प्यार क्यों करते हैं? हम किसी को दुःख क्यों देते हैं? हम दूसरा मौका क्यों चाहते हैं? हम कुछ लम्हों को बाकियों से ज़्यादा एहमियत क्यों देते हैं? हम कुछ यादों को क्यों नहीं भुला पातें हैं?
ऐसे ही कुछ सवाल पूछता है नाटकशाला के मंच पर आने वाला पहला नाटक - जिसका नाम है "एक आखरी रात मीरा के साथ"
लेखक और निर्देशक हैं लक्ष्य दत्ता, नील की भूमिका में हैं रिजुल क़तारिआ, मीरा की भूमिका में हैं गौरी सक्सेना, सुर है केविन मक्लिओद का
सुनिए इस नाटक को जिओसावन, गाना, स्पॉटीफी, एप्पल पोडकास्टस, और गूगल पोडकास्टस पर
Hum pyaar kyun karte hain? Hum kisiko dukh kyun dete hain? Hum doosra mauka, kyun chahte hain? Hum kuch lamhon ko, baakiyon se zyada ehmiyat kyun dete hain? Hum kuch yaadon ko, kyun nahi bhula paatein hain?
AIse ki kuch sawalon poochta hai Natakshala ke manch par aane vaala pehla naatak - jiska naam hai “Ek Aakhri Raat, Meera Ke Saath”. Lekhak aur Nirdeshak hain Lakshya Datta, Neel ki bhumika mein hain Rijul Kataria, aur Meera ki bhumika mein hain Gauri Saxena. Sur hai Kevin Mcleod ka.
Suniye is natak ko JioSaavn, Gaana, Spotify, Apple Podcasts, aur Google Podcasts par.
03/05/20 • 3 min
'एक आखरी रात मीरा के साथ' आ रहा है नाटकशाला में 13 मार्च को - सुनिए इसको जिओसावन , गाना , एप्पल पॉडकास्ट , गूगल पॉडकास्ट पर. लेखक और निर्देशक हैं लक्ष्य दत्ता.
'Ek Aakhri Raat Meera ke Saath' aa raha hai Natakshala mein 13 March ko - Suniye isko JioSaavn, Gaana, Apple Podcasts, aur Google Podcasts par. Lekhak aur nirdeshak hain Lakshya Datta.
FAQ
How many episodes does Natakshala have?
Natakshala currently has 5 episodes available.
What topics does Natakshala cover?
The podcast is about Fiction, Drama and Podcasts.
What is the most popular episode on Natakshala?
The episode title 'ट्रेलर: तुमने किसी से कभी प्यार किया है ? (Trailer: Tumne Kisi Se Kabhi Pyaar Kiya Hai?)' is the most popular.
What is the average episode length on Natakshala?
The average episode length on Natakshala is 14 minutes.
How often are episodes of Natakshala released?
Episodes of Natakshala are typically released every 26 days, 22 hours.
When was the first episode of Natakshala?
The first episode of Natakshala was released on Feb 18, 2020.
Show more FAQ
Show more FAQ